waqas23 Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Le Ja Yeh Dikhaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.! Waqas23
Home
Imran Imee
Showing posts with label Imran Imee. Show all posts
Showing posts with label Imran Imee. Show all posts
Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne..
Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne, Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!
Piyar ki kahani mein....
Piyar ki kahani mein such ager mily to, Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!
Hanstay Huay Chehron Ko
Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho, Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!
Sabab ronay ka wo poochain to...
Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid, Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!
Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum...
Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum, Pucha Jo Kisi Ne Mohabbat Ka Safar Kesa Tha.!
Mujh Se Ab Aur Tamaasha...
Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!
Naaraaz Tum Naaraaz Hum...
Naaraaz Tum Naaraaz Hum Kese Mitaayein Yeh Dooriyaan, Hum Muntazir Tum Bay Khabar Dono Ki Hain Majbooriyan.!
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)